Huzur TajushShariah ke 12 Farmaan:
Dawat-e-Islami aur SunniDawateIslami (SDI) ke Radd mein
Farmaan Title
Listen
Download
Woh din dur nahi, Aaj dawateislami ne Huzur (SallAllahu alaihi wa sallam) ki awaaz Madni channel par sunaiyee hai,
Kal khayaali tasveer dikha dein aur kahein ke yeh Rasoolullah (SallAllahu alaihi wa sallam) hain..(Ma'azAllah)
DawateIslami Khwaab bayan karne me Tableeghi Jamaat ki mushabihat hai aur naam me Jamaat-e-Islami ki mushabihat hai aur TV ki fikr me ab Maudoodi se mushaabihat hai
Dawateislami aur SunniDawateIslami Maslak-e-Alahazrat ki Muballigh nahi
SDI aur DawateIslami jhooti hain, jisme sulaahkulliyyat ki daawat di jaati hai
Maslake alahazrat ka naam lete hain aur Maslake alahazrat se door karte hain,
kabhi sunnidawateislami is par lagee hui hai aur kabhi Dawateislami
T.V. aur cinema ko deeni program kehna, deen ko tamasha banana hai. Hamara deen kuffar ki tarah tamaashe wala deen nahi hai.